O Re Piya
Acordes de Rahat Fateh Ali Khan
Tonalidad: Bm
Capo en el traste 2
Artist:Rahat Fateh Ali Khan
Album/Movie:Aaja Nach Le
Capo on II
O Re Piya Haye O Re Piya
O Re Piya Haye O Re Piya
O Re Piya Haye O Re Piya
Udne Laga Kyon Man Baawla Re
Aaya Kahan Se Yeh Hosla Re
O Re Piya haye O Re Piya Haye
Tanabana Tanabana Bunti Hawaa Haaye Bunti Hawa
Boondein Bhi To Aaye Nahi Baaz Yahan Hai
Saazish Mein Shaamil Sara Jahan Hai
Har Zare Zare Ki Yeh Iltija Hai
O Re Piya
O Re Piya Haye O Re Piya Haye
O Re Piya
Nazrein Bolen Duniya Tole
Dil Ki Zaban Haaye Dil Ki Zubaan Haye
Ishq Maange Ishq Chahe Koi Toofan Haye
Chalna Aahiste Ishq Naya Hai
Pehla Yeh Vaada Humne Kiya Hai
O Re Piya Haaye O Re Piya Haaye
O Re Piya
Nange Pairo Pe Angaro
Chalti Rahi Haaye Chalti Rahi
Lagta Hai Ke Gairo Mein
Palti Rahi Haaye
Le Chal Wahan Jo
Mulk Tera Hai
Jahil Zamana
Dushman Mera Hai
O Re Piya Haye O Re Piya Haye
O Re Piya Haye O Re Piya Haye
O Re Piya Haye O Re Piya