Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Kasoor

Acordes de Prateek Kuhad

Tono: Do mayor (C)

Intro
Tonalidad: F#
Capo en el traste 6
[Intro]
C G/B x3
[Verse 1]
Haan, mai gumsum hoon
In raahon ki tarah
Tere khwaabon mein
Teri khwaahishon mein chhupa
[Pre-chorus]
Na jaane kyun
Hai yeh roz ka silsila
Tu rooh ki hai daastaan 
[Chorus]
Tere zulfon ki yeh nami
Teri aankhon ka yeh nasha
Yaha kho bhi jau toh mai
Kya kasoor hai mera
[Verse 2]
Kyu yeh afsaane
In lamho mein kho gaye
Hum ghayal the
In lafzon mein kho gaye
[Pre-chorus]
The hum anjaane
Ab dil mein tum ho chhupi
Hum hai seher ki parchaaiyaan
[Chorus]
Tere saanson ki raat hai
Tere honthon ki hai subah
Yaha kho bhi jau toh mai
Kya kasoor hai mera
Kya kasoor hai mera
Tere zulfon ki yeh nami
Teri aankhon ka yeh nasha
Yaha kho bhi jau toh mai
Kya kasoor hai mera
Tere saanson ki raat hai
Tere honthon ki hai subah
Yaha kho bhi jau toh mai
Kya kasoor hai mera
Kya kasoor hai mera
Kya kasoor hai mera

¿Qué tocamos ahora?

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros