Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Woh Kaun Thi - Lag Ja Gale

Acordes de Misc Soundtrack

Tono: Sol mayor (G)Fácil: sin cejillas

Capo en el traste 1
lag ja gale,ke fir yeh haseen raat ho na ho
shayad fir is janam main, mulakat ho na ho
lag ja gale, fir...............
[Interlude]
G Em D G G Em D G - G D C
humko mili hain aaj yeh, ghadiyan naseeb se
humko mili hain aaj yeh, ghadiyan naseeb se
ji bhar ke dekh lijiye, humko kareeb se
fir aapke naseeb main, yeh baat ho na ho
shayad fir is janam main, mulakat ho na ho
lag ja gale, fir...............
[Interlude]
G Em D G G Em D G - G D C
Paas aaiye ke hum nahin Aayenge baar baar
Paas aaiye ke hum nahin Aayenge baar baar
Baahein gale mein daal ke Hum ro lein zaar zaar
Aankhon se phir yeh pyaar ki Barsaat ho na ho
Shaayad phir is janam mein Mulaqaat ho na ho

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros