Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Rehnaa Hai Terre Dil Mein - Zara Zara

Acordes de Misc Soundtrack

IntroOutro
Tonalidad: Bm
Capo en el traste 2
Capo 2
[Intro]
Am Em F G Am Em F G
Am Em C F G Am Em Dm G
[Verse]
Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj toh mera
Tan badan main pyasi hoon
Mujhe bhar le
Apni bahon mein
[Chorus]
Haan meri kasam
Tujhko sanam
Duur kahin na jaa
Yeh duuri
kehti hai
Paas mere aaja re
[Verse 1]
Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jayen
is Chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaye
Tu apni ungliyon se
Mein toh hoon isi khwahish mein
[Bridge]
Sardi ki raaton mein hum
Soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho
Na koi bhi rahe is ghar mein
[Chorus]
Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj toh mera
Tan badan main pyasi hoon
Mujhe bhar le
Apni bahon mein
[Verse 2]
Tarapayen mujhe teri sabhi batein
Ek baar ae deewane
Jhoota hi sahi pyaar toh kar
Mein bhooli nahin haseen mulakaatein
Bechain karke mujko
Mujhse yun naa pher nazar
[Bridge]
Roothega na mujhse mere
mere saathiyaa, yeh vaada kar
Tere bina mushqil hai
Jeena mera mere dilbar
[Chorus]
Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj toh mera
Tan badan main pyasi hoon
Mujhe bhar le
Apni bahon mein
[Outro]
Haan teri kasam
Mujhko sanam
Duur kahin na jaa
Yeh duuri
kehti hai
Paas mere aaja re

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros