Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara - Yeh Tune Kya Kiya

Acordes de Misc Soundtrack

Tono: Sol mayor (G)Fácil: sin cejillas

Capo en el traste 1
Ishaq Ki.. Sazishein
Ishaq Ki.. Baziyan
Hara Main Khel Ke
Do Dilo Ka Juaa
Kyun Tune Meri Fursat Ki
Kyun Dil Mein Itni Harqat Ki
Ishaq Mein Itni Barqat ki
Ye Tune Kya Kiya…
Phiru Ab Mara Mara Main
Chaand Se Bichda Tara Main
Dil Se Itna Kyun Hara Main
Ye Tune Kya Kiya…
Saari Duniya Se Jeet Ke Main 
Aaya Hoon Idhar
Tere Aage Hi Main Hara Kiya 
Tune Kya Asar
Main Dil Ka Raaz Kehta Hoon
Ke Jab Jab Sansein Leta Hoon
Tera Hi Naam Leta Hoon
Ye Tune Kya Kiya…
Meri Bahon Ko Teri Sanson Ki Jo
Adatein Lagi Hain Waise
Jee Leta Hoon Ab Main Thoda Aur
Meri Dil Ki Ret Pe Ankhon Ki Jo 
Pade Parchai Teri
Pee Leta Hoon Tab Main Thoda Aur
Jaane Kaun Hai Tu Meri
Main Naa Janu Ye Magar
Jahaan Jaaun Main Karun 
Main Wahan Tera Hi Zikar
Mujhe Tu Razi Lagti Hai
Jeeti Hui Bazi Lagti Hai
Tabiyat Tazi Lagti Hai
Ye Tune Kya Kiya
Main Dil Ka Raaz Kehta Hoon
Ke Jab Jab Sansein Leta Hoon
Tera Hi Naam Leta Hoon
Ye Tune Kya Kiya…
Ishaq Ki.. Sazishein
Ishaq Ki.. Baziyan
Hara Main Khel Ke
Do Dilo Ka Juaa

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros