Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Dum Maaro Dum - Jiyein Kyun

Acordes de Misc Soundtrack

Tono: Mi mayor (E)

Outro
Tonalidad: E
[Verse]
Na aaye ho, na aaoge  
Na phone pe, bulaoge
Na shaam ki, karari chai 
Labon se yun, pilaoge  
Na aaye ho, na aaoge  
Na din dhale, sataoge
Na raat ki, nashili bai  
Is neend mein jagaoge  
[Chorus]
Gaye tum gaye ho kyun  
Yeh raat baki hai  
Gaye tum gaye ho kyun  
Saath baki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye her baat baaki hain  
Gaye kyun
Toh Jiyein kyun 
[Bridge]
Aankh bhi tham gayi, na thaki  
Raat bhi na bati, na kati  
Raat bhi cherhti maarti  
Neend bhi lut gayi, chin gayi  
Raat bhi na sahi, na rahi
Raat bhi laazmi, zaalmi
[Outro]
Gaye tum gaye ho kyun  
Yeh raat baki hai  
Gaye tum gaye ho kyun  
Saath baki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye her baat baaki hain  
Gaye kyun
Toh Jiyein kyun 
Gaye kyun
Toh Jiyein kyun...

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros