Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Chhichhore - Khairiyat

Acordes de Misc Soundtrack

Intro
Tonalidad: Cm
Capo en el traste 3
[Intro]
Am F Am F G
Am F Am F G
Am F Am F G
[Verse 1]
Khairiyat puchho, kabhi toh kaifiyat puchho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai?  
Dil mera dekho, na meri haisiyat puchho
Tere bin ek din jaise sau saal hai  
Anjaam hai taiy mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi ho dooriyan filhaal hai
Yeh dooriyan filhaal hai
[Chorus]
O… Khairiyat puchho, kabhi toh kaifiyat puchho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai?  
Dil mera dekho, na meri haisiyat puchho
Tere bin ek din jaise sau saal hai  
[Interlude]
Am F Am F G
Am F Am F G
Am F Am F G
[Verse 2]
Tumhari tasveer ke sahare mausam kayi guzare
Mausami na samjho par ishq ko hamare
Nazron ke samne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar mein tum hamare
Agar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila
Is dard mein zindagi khushhaal hai
Yeh dooriyan filhaal hai
[Chorus]
O… Khairiyat puchho, kabhi toh kaifiyat puchho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai?  
Dil mera dekho, na meri haisiyat puchho
Tere bin ek din jaise sau saal hai  
Anjaam hai taiy mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi ho dooriyan filhaal hai
Yeh dooriyan filhaal hai

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros