Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Brahmāstra Part One - Shiva - Kesariya

Acordes de Misc Soundtrack

Tono: Do mayor (C)Solo F lleva cejilla

IntroOutro
Tonalidad: C
[Intro]
e|-0---0---0-------|-----------3-----|
B|---1---1---1---1-|---3---3-------3-|
G|-------------0---|-0---0---0---0---|
D|-----------------|-----------------|
A|-----------------|-----------------|
E|-----------------|-----------------|
[Verse 1]
Mujhko Itna Bataye Koyi
Kaise Tujhse Dil Na Lagaye Koyi
Rabba Ne Tujhko Banane Mein
Kardi Hai Husn Ki Khaali Tijoriyan
Kajal Ki Siyahi Se Likhi Hai Tune Jaane
Kitno Ki Love Story’an
[Chorus]
N.C.
Kesariya Tera
Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main
Haath Lagaaun
Din Beete Saara   Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaau  
N.C.
Kesariya Tera
Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main
Haath Lagaaun
Din Beete Saara   Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaau  
[Verse 2]
Patjhad Ke Mausam Mein Bhi
Rangi Chanaron Jaisi
Jhanke Sannaton Mein Tu
Veena Ke Taaron Jaisi......
Hmmm Sadiyon Se Bhi Lambi Yeh
Mann Ki Amavasein Hain
Aur Tu Phuljhadiyon Wale
Tyoharon Jaisi
Chanda Bhi Deewana Hai Tera
Jalti Hai Tujhse
Saari Chhakoriyan
Kajal Ki Siyahi Se Likhi Hai Tune Jaane
Kitno Ki Love Story'an
[Chorus]
N.C.
Kesariya Tera
Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main
Haath Lagaaun
Din Beete Saara   Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaau  
N.C.
Kesariya Tera
Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main
Haath Lagaaun
Din Beete Saara   Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaau  
[Outro]
Keep repeating these 2 chords till the end.

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros