Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Boss - Har Kisi Ko Nahi Milta Yahan Pyaar Zindagi Mein

Acordes de Misc Soundtrack

Tono: La mayor (A)

Capo en el traste 1
Do lafz ki hain, baatein kaheen hai
Kyoon darmiyaan phir, ruki ruki
Kah bhi na paye, reh bhi na paye
Kyoon bevajah hai, yeh bebasi
Tumme hum hain, humme tum ho
Tumse hum hain, humse tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Her kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein (x2)
Khush-naseeb hain hum
Jinko hai mili
Yeh bahar zindagi mein
Her kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
1st para
Pyar na ho toh zindagi kya hai
Yaar na ho toh bandegi kya hai
Pyar na ho toh zindagi kya hai
Yaar na ho toh bandegi kya hai
Tujhse hi her khushi hai
Tere damm se ashiqui hai, jaan le
Mil jaayein hum to, sab kuchh sahi hai
Phir is tarah kyoon hain ajnabee
Tumme hum hain, humme tum ho
Tumse hum hain, humse tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Her kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein (x2)
(Chords Same as 1st Para)
Tu mohabbat hai, ishq hai mera
Ek ibadat hai, sath yeh tera (x2)
Jab dil se dil milein hai
Phir kyoon yeh faansle hain, is tarah
Aa bol de tu, ya bol du main
Kab tak chhupaayein, yeh bekhudi
Tumme hum hain, humme tum ho
Tumse hum hain, humse tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Her kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein... (x2)

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros