Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Bhool Bhulaiyaa - Labon Ko

Acordes de Misc Soundtrack

Solo F lleva cejilla

Tonalidad: Am
Labon ko labon pe sajao  
kya ho tum mujhay ab batao 
tor do khud ko tum
banhon mein meri banhon mein meri banhon mein meri baanhon mein  
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaooooooooo 
terey ehsason mein bheegay lamhaaton mein mujhko duba tishnagi si hai  
teri adaaon se dilkhash khataon se in lamhon mein zindagi si hai  
haya ko zara bhool jao  
meri hi terha pesh aao  
kho bhi do khudko tum
raaton mein meri raaton mein meri raaton mein meri raaton mein  
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Labon ko labon pe sajao
terey jazbaaton mein mehki si saanson mein yeh jo mahek sandali si hai  
dilki panahon mein bikhri si aahon mein sonay ki khahish jagi si hai  
chehray se chehra chupao  
seenay ki dharkan sunao  
dekh lo khudko tum
ankhon mein meri ankhon mein meri ankhon mein meri aankhon mein  
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Labon ko labon pe sajao

¿Qué tocamos ahora?

Más canciones de Misc Soundtrack

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros