Saltar al contenido
acordes.online Mi cancionero

Teri Deewani

Acordes de Kailash Kher

Tono: Mi menor (Em)Solo Bm lleva cejilla

Tonalidad: Em
Preet Ki Lath Mohe Aaisi Laagi
Ho Gayi Main Matwaali
Bal Bal Jaaun Apane Piya Ko
Ke Main Jaaun Vaari Vaari
Mohe Sudh Budh Naa Rahe Tan Mann Ki
Teh Toh Jaane Duniya Saari
Bebas Aur Laachar Phiru Main                 
Haari Main Dil Haari
Haari Main Dil Haari
Tere Naam Se Jee Loon
C Em Em (4 times)
Tere Naam Se Marr Jaaun……..
Tere Naam Se Jee Loon
Tere Naam Se Marr Jaaun
Teri Jaan Ke Sadke Mein Kuchh Aaisa Kar Jaaun  
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri
Haan Ri
Ho Gayi Main 
Teri Deewani Deewani         
Teri Deewani Deewani         
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri
Haan Ri
Ho Gayi Main 
Teri Deewani Deewani         
Teri Deewani Deewani         
Ishq Junoon Jab Hadh Se Badh Jaaye  
Em Em D D (Optional: Hammer-on the high e 3 times)
Ishq Junoon Jab Hadh Se Badh Jaaye
Hanste Hanste Aashiq Suli Chadh Jaaye
Em Em D D (Optional: Hammer-on the high e 3 times)
Ishq Ka Jaadu Sar Chadhkar Bole
Em Em D D (Optional: Hammer-on the high e 3 times)
Ishq Ka Jaadu Sar Chadhkar Bole
Khoob Laga Lo Pehre Raste Rab Khole
Yehi Ishq Ki Marzi Hain
C Em Em (4 times)
Yehi Rab Di Marzi Hain
Yehi Ishq Ki Marzi Hain
Yehi Rab Ki Marzi Hain
Tere Bin Jeena Kaisa
Kya Kudgarzi Hai 
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri
Haan Ri
Ho Gayi Main 
Teri Deewani Deewani         
Teri Deewani Deewani         
Em Em
Ke Main Rang Rangili Deewani  
Ke Main Rang Rangili Deewani  
Ke Main Albeli Main Mastani  
  Gaaun Bajaaun Sabko Rijhaaun  
He Main Deen Dharam Se Begaani  
Ke Main Deewani Main Deewani  
D D C Em Em (4 times)
Tere Naam Se Jee Loon Tere Naam Se Marr Jaaun
Tere Naam Se Jee Loon Tere Naam Se Marr Jaaun
Tere Jaan Ke Sadke Mein Kuchh Aaisa Kar Jaaun
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri
Haan Ri
Ho Gayi Main 
Teri Deewani Deewani  
Teri Deewani Deewani  
Teri Deewani Deewani  
Teri Deewani Deewani  
Em Em

¿Qué tocamos ahora?

Tono Orig.
Vel. 5

Explora el cancionero

Artistas de la A a la Z

Géneros