Gulabi Aankhen
Acordes de Atif Aslam
Solo F lleva cejilla
Tonalidad: C
[Chorus]
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
Sammbhalo mujhko, oh mere yaro, sambhalna mushkil hogaya
[Verse 1]
Dil mein mere khawab tere taseevere jaise ho deewaar pe
Tujh pe fida main kyu hua aata hai gussa mujhe pyaar pe
Main luth gaya, maan ke dil ka kahaan, main kahin ka na raha
Kya kahun main dilruba
[Chorus]
Bura ye jaadu teri aankhon ka ye mera katil hogaya
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
Sammbhalo mujhko, oh mere yaro, sambhalna mushkil hogaya
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
[Verse 2]
Maine saada chaha yahi daman bachalu haseeno se main
Teri kasam khwabon main bhi baachta phira naazneeno se main
Tauba magar mil gayi tujhse nazar mil gaya dard-e-jigar
Sun zara, o bekhabar
[Chorus]
Zara sa has ke jo dekha tu ne main tera bismil hogaya
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya