Baarishein
Acordes de Anuv Jain
Tono: Re mayor (D)Con capo 7, sin cejillas
Strumming is based on https://www.youtube.com/watch?v=yG39Bggzwlo
If you're using another version you'll probably just have to do the one strum per chord thing.
[Intro]
D Bm G D A
[Verse 1]
Haule se
Dheeme se
Mujhko baahon mein bhar lo na tum
Naram si
Saason mein
Mujhko aahon mein bhar lo na tum
[Chorus]
Sun zara
Mere paas aa
Ab baithe hai hum bhi yahan
Dil ke darmiyaan
Barishein hai barishein
Teri hi baaton pe meine
Saja li hai duniya yahan
Dil ke darmiyan
Barishein hai barishein
[Verse 2]
Ab tu ati hai
Bulati hai
Bister se yun
Girati hai
Ki sauon mein bahoon mein bs teri huh
Jab barishein barsti hai
Pagal jaise thirakti hai
Tum jaisi ho bs waise hi raho
[Interlude]
D Bm G D A x2
[Verse 3]
Ab tere bina yahan meri saansein jaise bina nindiyan ki raatein hai toh
Aur tu hi mere dil ki raza hai tere bina dil bhi kaafa hai toh
Teri ankhon ka kajal na failay ab kabhi bhi Tujhe itna pyaar doon
Teri khushiyun ki khatir ye duniya mein meri ek pal mein war doon mein
[Verse 4]
Ab bikri teri ye zulfoon se ankhein teri jab dekhti hai
Dikhta hai mujhe wo asmaan
Ki kholun paankh mein mere
ud jau mein kho jau mein
Is asmaan mein patango ki tarah
[Outro]
D A Bm G A
D
¿Qué tocamos ahora?
Ajustes
Tono
Suena en Re mayor (D).